Padi jo ek nazar hum dekhte reh gaye,
Vaar hua katil muskaan ka hum madhosh ho gaye,
Chahat ki chandani mein bheega yun tan badan,
Hum kali se gulab ho gaye.
Teri adaon ka hua main deewana is kadar,
Na waqt ka hosh na khud ki khabar,
Na bhuk lage na pyaas bas intezaar rahe tere didaar ka,
Har jagah har pal tujhe dhundhti rahe meri nazar.
Aankhon mein nasha is kadar khulne se mana kar diya,
Paimaane se chhalki ho raat bhar sharab yun humein behka diya,
Suraj ki kirane khel rahi yun aftaabi chehre se,
Ki zulfon neb hi gir kar hum par pehra kar diya.