Bante ujhdte khawon mai ,us raat ka khaw maine bhi dekha,
dulhan si sji chandni ko,chand se sharmate maine bhi dekha,
unki doori ka silsila bhi jaise kayam tha,per lakho sapno se bhri,
un aankhon ka milan maine bhi dekha.
uski ak muskurahat ka asar kuch aesa tha,chand ki bekrari ko,
bhi maine dekha.
Taaro se sja vo aasmaan,aur charoo aur beshumaar thi jo roshni,
jiski masumiyat ko,khilkhilaate bus maine dekha.....